Wednesday, June 23, 2010

fire fighter

Sardar : O yaar , aaj maine ek acchha kaam kiya, par logo ne bahut mara ;
Dost : achha kaam kya kiya ?
Sardar : ek jagah bhayanak aag lagi thi , maine kaanch todkar ghar me ghusa aur sabko bahar nikal liya .
Dost : phir logo ne kyo mara?
Sardar : jinko bahar nikala.. vo sab fire fighter the.. aag bhujha rahe the.

No comments:

Post a Comment